No title

A. Nafees
Sambhala Hai Hosh Jabse Muqaddar “Sakht Tar ” Nikla
Para Hai Vasta Jis'se Wohi “Teer-o-Tabar” Nikla
http://urdu--adab.blogspot.com/
Sabaq Deta Raha Umar Bhar Jo Roshan Khayali Ka
Ussay Bhi Jab Paas Se Dekha To “Tang Nazar” Nikla
http://urdu--adab.blogspot.com/
Samajh Ker Zindagi Jis'se Mohabbat Ker Rahay Thay Hum
Usay Jab Choo Ker Dekha To Faqat “Khaaki Bashar” Nikla
http://urdu--adab.blogspot.com/
Mohabbat Ka Khumaar Utraa Tou Saabit Huwa “Mohsin”
Jis'se Hum Umar Samajh Rahay Thay Faqat “Be-Maqsad” Safar Nikla
-Mohsin Naqvi